Walnut ik dry fruit hai chahey bacha ho ya bara ye har kisi ki manpasand cheez hai ap yaqeenan walnut to bohat shooq say khatay hon gay magar is kay beshumar faiday ap ko nahi pata hon gay chalain ham ap ko aj walnut kay baray main batatay hain.
ik tehqeeq say ye bat sabit hoi hai kay walnut haftay main 4 say 6 khanay walon main diabetes kay type 2 kay khatrat kafi had tak kam ho jatay hain, during pregnancy ye maan ka blood pressure normal rakhta hai aur peda honay walay bachay ki aankhon aur dimagh kay liye bhi behad mufeed hai kun kay is main vitamins aur mega 3 fatty acid hotay hain.
walnut cough aur asthma kay liye bhi mufeed hai sardiyon kay dinon main joron ka darad ik aam si cheez hai walnut ka oil use karnay say joron kay dard main kami waqay hoti hai.
walnut kay oil use karnay say sar main khushki aur juon say bhi nijad milti hai walnut ka istemal tashannuj or falij kay mareezon kay liye bhi faiday mand hai cholesterol kay mareez cholestrol istemal karain kun kay is say cholesterol bhi normal rehta hai walnut stomach ki charbi bhi kam hoti hai is kay sath sath walnut ka istemal cancer kay imkanat ko kam say kam kar deta hai.
Bila shuba Allah tala ki azeem naimaton main say ik naimat walnut hai.

No comments:
Post a Comment