Dodh say bani hoi chezon main dahi ik sab say ziyada istemal honay wali ghaza hai is main mojod khamir qudrati toor pay bohat si bimariyon ka elaj hai.
dahi sar ki khuski khatam karnay kay sath sath balon main chamak peda karti hai dahi shehed kay sath mil kar chehray pay laganay say jhuriyon main kami waqay hoti hai dahi stomach ki jumla bimariyon main bohat hi mufeed hai wazan kam karnay kay liye bhi is ka istemal bohat ahmiyat ka hamil hai ye calcium aur vitamin d ki kami ko bhi pora karti hai aur is say weight bhi control main rehta hai is kay sath sath jisim main faiday mand bacteria ki afzaish main bhi madad farham karti hai jis say nizam e hazma theek rehta hai.
ankhon kay amraz jo garmi aur khuski ki waja say peda hotay hain dahi ka istemal nihayat aham hai is kay sath sath amraz e chasham main dahi ka istemal nihayed ahmiyat ka hamil hai dahi kay musalsal istemal say ankhain dukhnay say mehfooz rehti hain ye ik behtareen anti oxidant bhi hai jo kay zehrelay mawad say pak karti hai dahi main mojood bacteria quwat e mudafiat main izafay ka bais hota hai Allah tala ki is naimat ka ham jitna bhi shukar ada karain wo kam hai beshak dafi ik behtareen aur bharpoor ghaza hai.

No comments:
Post a Comment